Saturday, November 15, 2014

MY SONG - AAHISTA AAHISTA..



·        MY NEXT UPCOMING NEW ALBUM COMING SOON…

·        AAHISTA AAHISTA
·        Actor  - Saurabh Tandon, Meenakshi


·        Bahare Yun Khilkhilati Hai
·        Kar Rahi Khushamdeen
·        Kadmo Pe Aapke Ashista Aahista..
·        Nazare Yun Jhilmilate Hai
·        Le rahe Hai Chutki
·        Harkato Pe Aapki Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        (Alaap) Na….na ….na…..

·        Ishq Ka Khumar Yun Chada Hai Yaar
·        Bhoola Sab Bas Yaad Raha Tera Naam
·        Dar Lagta Hai Ye Kaisa Hai humar
·        Kahin Bhool Na Jaaun Main Apna Naam.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista
·        (Musical Alaap) La …..La….la…with Aahista –overlapping

·        Barf Si Sardi Loo Si Garmi
·        Uns Uthi Hai Dil Mein
·        Kaisi Akidat Badle Fitrat
·        Badle Mizaz Hain Dil Ke
·        Barf Si Sardi Loo Si Garmi
·        Uns Uthi Hai Dil Mein
·        Kaisi Akidat Badle Fitrat
·        Badle Mizaz Hain Dil Ke
·        Dar Badar Main Firun, Dhundoon Tera Makaan
·        Har Khabar Teri Loon, Tu Hai Mera Jahan

·        Bahare Yun Khilkhilati Hai
·        Kar Rahi Khushamdeen
·        Kadmo Pe Aapke Ashista Aahista..
·        Nazare Yun Jhilmilate Hai
·        Le rahe Hai Chutki
·        Harkato Pe Aapki Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.

·        (Alaap) Ashista Aahista.
·        Ashista Aahista.

·        Ashista Aahista.

1 comment: